How to use vault app in hindi | step by step.

How to use vault-app in Hindi | step by step.

Hello friend
Welcome to my blog aj ke is a blog post me apko bataunga ki ap kis prakar vault app ko use kar sakte ho step by step.


Step-1 Dosto sabse pahle apko apne play stor me jakar ya fir niche link de rakhi he wahan se ap is app ko download karna hoga.
Step-2 Jese hi hm is app ko first bar open karte he to Kuch is prakar ka interface show hota he
Iske bad apko niche ki or Ek wight color ka array wala button dikh Raha Hoga us button par click Karna Hoga.

Step-3 Jese hi hm is button par click karte he uske bad hamare pass khuch or nya sa interface show ho Raha he.

Is interface me hamko Apna jo password set Karna he usko dalna padega,dalne ke bad niche ok button per click Karna hoga phir se hamko password ko re-submit Karne ke bad ap ko ak notification  page open ho jayega 
Is page me apko next wale button per click karna hoga.

Step-4 Jese hi next button par click karte he uske bad ap ko Ek notification page open ho jata he us per apko no thanks wale button per click Karna he uske bad app ka main page open ho jayega jiska interface Kuch, aisha Hoga.

Step-5 iske bad apko jo bhi vault app me dalna he usko select kr lijiye.

note-agar apne apne images or video ko is app me jyada din tak rahne diya to vo apne ap delet ho jayenge.


Dosto umeed karta hu ki aj ki yeh post apko pasand or samajh me aya hoga.

Comments

Popular posts from this blog

How to use Disk digger app(photo recovery) in hindi by Dilip |

How to use Turbo vpn in Hindi.|Turbo vpn.