Posts

Showing posts from January, 2019

How to use Disk digger app(photo recovery) in hindi by Dilip |

Image
How to use Disk digger app(photo recovery) in Hindi by Dilip | Hello friends Welcome to my blog, aj ke is a blog post me apko bataunga ki ap kis prakar Disk digger app se photo recovery kr sakte ho. Step by step. Step-1 sabse pahle ap ko apne playstor ya fir niche ek link de rakha he us per jakar Disk degger app ko download kr sakte ho. Step-2 Download karne ke bad apko is app ko open karna hoga open karne ke bad apko kuch is prakar ka interface show hoga. Step-3 jese hi apko inteface show hota he uske bad apko search basic photo scan wale button per click krna hoga click karne ke bad apko kuch permission  allow karni hogi, allow karne ke bad apko naya interface show ho jayeg jese ki ap niche pic de rakha he. Step-4 f ab yahan per apke jo photo delet ho chukd he vo loading honge,load hone ke bad apko jo photo Recover karna he use per click kijiye click karne ke bad apko  Niche ki or ek Recovery  ka button dikh raha hoga us per click karna hoga.click karne ke bad

How to use vault app in hindi | step by step.

Image
How to use vault-app in Hindi | step by step. Hello friend Welcome to my blog aj ke is a blog post me apko bataunga ki ap kis prakar vault app ko use kar sakte ho step by step. Step-1  Dosto sabse pahle apko apne play stor me jakar ya fir niche link de rakhi he wahan se ap is app ko download karna hoga. Step-2  Jese hi hm is app ko first bar open karte he to Kuch is prakar ka interface show hota he Iske bad apko niche ki or Ek wight color ka array wala button dikh Raha Hoga us button par click Karna Hoga. Step-3  Jese hi hm is button par click karte he uske bad hamare pass khuch or nya sa interface show ho Raha he. Is interface me hamko Apna jo password set Karna he usko dalna padega,dalne ke bad niche ok button per click Karna hoga phir se hamko password ko re-submit Karne ke bad ap ko ak notification   page open ho jayega  Is page me apko next wale button per click karna hoga. Step-4 Jese hi next button par click karte he uske bad ap ko Ek notificat

How to use Turbo vpn in Hindi.|Turbo vpn.

Image
How to use Turbo vpn in hindi. Swagat he apka hamare blog me aj ki is blog post me me apko bataunga ki ap Turbo vpn kese use kar sakte he. Step-1 sabse pahle ap ko apne android mobile me Turbo VPN  ko download Karna Hoga Download Karne se pahle hi bata du ki yeh app 9.40  MB ka he ap chaho to use sidhe play store se ya niche diye Gaye link se bhi download kr sakte he. Step-2   Download karne ke bad apko kuch is prakar ka interface dikhega. Iske bad ap ko  agree wale button par click, Karna Hoga. Step-3 Jese hi ap agree button per click karte ho to uske turant bad ap ko ye vala page dikhai dega. Iske bad agar ap paid virson Lena chahte ho to ye me apko aj ki is post me nahi bataunga aj ki is post me keval apko free VPN ke bare me bataunga, Agar ap free virson Lena chahte ho to no thanks  Wale button per click Karna Hoga. Step-4 Jese hi ap no thanks  wale button per click Karte ho to upke bad ap ko Kuch is prakar ka interface deckhand ko milega. Isme